Posts

Showing posts from May, 2018

Romantic Shayari in Hindi

Image
तुम हसीन हो, गुलाब जैसी हो, बहुत नाज़ुक हो ख्वाब जैसी हो, होठों से लगाकर पी जायूँ तुम्हें, सर से लेकर पाँव तक शराब जैसी हो। *****  Hindi Shayari on Romance  ***** Ek Tu Teri Aawaz Yaad Aayegi, Teri Kahi Huwi Har Baat Yaad Aayegi, Din Dhal Jayega Raat Yaad Aayegi, Har Lamha Pahli Mulakat Yaad Aayegi. *****  Hindi Romantic Shayari  ***** न गुलफ़ाम चाहिए, न सलाम चाहिए, न मुबारक का कोई पैग़ाम चाहिए, जिसको पी कर होश उड़ जायें, लबों को ऐसा.. जाम चाहिए! *****  Romantic Hindi Shayari   ***** जाने कब आपकी आँखों से इजहार होगा, आपके दिल में हमारे लिए प्यार होगा, गुजर रही है ये रात आपकी याद में, कभी तो आपको भी हमारा इंतज़ार होगा। *****  Romantic Shayari for Girlfriend  ***** Har Tamanna Ka Raazdar Khuda Hota Hai Har Baat Ka Andaz Juda Hota Hai Chand Ko To Chahne Wale Hain Sabhi Per Chand Kis Per Fida Hota Hai? *****   Romantic Shayari for Boyfriend  ***** तुम हक़ीकत नहीं हो हसरत हो, जो मिले ख़्वाब में वही दौलत...

Love Shayari in Hindi

Image
गुलाब खिलते रहें ज़िंदगी की राहों में, हँसी चमकती रहे आपकी निगाहों में, खुशियाँ ही मिलें हर कदम पर आपको, निकलती है मेरे दिल से बस मेरे यही दुआ. *****  Love Shayari in Hindi  ***** Jaan Ke Anjaan Ban Na Acha Lagta Hai, Usko Apne Liye Pareshan Karna Acha Lagta Hai, Voh Karte Rahe Pyar Ka Iqrar Bar Bar, Mujhko Nadan Ban Ke Sun Na Acha Lagta Hai. *****  Love Shayari in Hindi  ***** मेरी हर खुशी हर बात तेरी है, साँसों में बसी महेक तेरी है, दो पल भी नही रह सकते तेरे बिन, धड़कनो से निकलती हर आवाज़ तेरी है. *****  Love Shayari in Hindi  ***** Ban Ke Sitara Jag-Magaate Rehna Har Khushi Apne Hontho Pe Sajate Rehna Kisi Rishte Ke Liye Do Kadam Jaroori Hote Hain Ek Yaad Karte Rehna Aur Ek Yaad Aate Rehna. *****  Love Shayari in Hindi  ***** तेरे सारे ग़मों को मैं चुरा लूँ, ज़िंदगी तेरी चाहत में सवार लूँ, मुलाक़ात हो तुझसे इस तरहा, तमाम उमर बस एक मुलाक़ात में गुज़ार दूं. *****  Love Shayari in Hindi  ***** ...

Friendship Shayari

Image
Dosti ka asar kabhi kam na hoga Doston ke sath yeh safar kabhi khatam na hoga Dil mein basi hain haseen yadien doston ki Ke bicchadne ka kabhi hume gum na hoga. --------------------------------------------- Jo doston ko bhula de wo dost hum nahi Dusron ki khatir apni dosti mita de wo dost hum nahi Diya hai aap jaise dost iss duniya ne, ke Ab mar bhi jaye to koi gum nahi  --------------------------------------------------- Har rishton se badi hoti hai dosti Dosti ne banayi hai kitno ki hasti Khoon ke rishton ki baat na kariye Hamare liye to khuda hai aapki dosti.  ------------------------------------------------------   Dua karta hu rabb se iss sar ko jhukaye Gum ka saya tujhe kabhi na chu paye Batwara ho kabhi khushi or gum ka to Hisse mein tere sirf khushiyan hi aaye

MOST ROMANTIC HINDI SHAYARI FOR WIFE/GIRLFRIEND

Image
Tere jism pe apne jism ko rakhu, Tere honton ko apne honton se maslu, Tujhe pyar main itni shiddat se karu, Ki us mithe dard se teri aah nikal jayein, Dard se teri aankho se aasu jhalak jayein, Aur tu tan se or mann se sirf meri ho jaye.